Bismillah
hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Ya
Allah main Panaah maangta hun teri Naimato ke zawal se
اللهم إني اعوذ من زوال نعمتك وتحول عافيتك وفجأة نقمتك ، وجميع سخطك
Allahumma inni Audhubika min zawali nimatika, wa tahawwuli Aafiyatika, wa fujaati niqmatika, wa jamii sakhatika
Abdullah bin
umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ki dua ye thi : Ya Allah main Panaah maangta hun teri Naimat
ke zawal se, aur teri di huyee Aafiyat aur sehat ke palat janey se ,aur tere
naaghani Azab se , aur sab tere ghazab
(gussey) waley kaamon se.
Sahih Muslim
, Vol6, 6943
Sunan Abu Dawud , Vol 1, 1532
Sunan Abu Dawud , Vol 1, 1532
Abdullah b.
Umar Radi allahu anhu reported that Allah's Messenger (may peace be upon him)
supplicated in these words:" O Allah, I seek refuge in Thee from the
withdrawal of Thine blessing and the change of Thine protection (from me) and
from the sudden wrath of Thine, and from every displeasure of Thine."
Sahih Muslim Book 036, Number 6602
Sahih Muslim Book 036, Number 6602