Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith: Wo (Allah) Aalimo ko maut dekar ilm ko utha lega
Narrated 'Abdullah bin 'Amr bin Al' As radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Ilm ko is tarah se nahi utha lega ki iskey bando se cheen lega balki wo Aalimo ko maut dekar Ilm ko utha lega phir jab koi Aalim baqi nahi rahega to log jahilon ko sardar bana lengey unsey sawalat kiye jayengey aur wo bagair Ilm ke jawab dengey isliye khud bhi gumraah hongey aur logo ko bhi gumraah karengey.
Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan,100
-------------------------------------------------------------------------

Narrated 'Abdullah bin 'Amr bin Al' As radi allahu anhu:
I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam saying, "Allah
does not take away the knowledge, by taking it away from (the hearts of) the
people, but takes it away by the death of the religious learned men till when
none of the (religious learned men) remains, people will take as their leaders
ignorant persons who when consulted will give their verdict without knowledge.
So they will go astray and will lead the people astray."
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 100
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 100