Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Qayamat tab tak qayam nahi hogi
jab tak baitullah (kaba) ka Hajj band na ho jaye
Abu Said Khudri Radiallahu anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Log kabey ka
hajj aur umrah Yajuj majuj ke Aaney ke baad bhi kartey rahnegey.Aur Shuba
Radiallahu anhu se rivayat hai ki Qayamat tab tak qayam nahi hogi jab tak
baitullah (kabey) ka Hajj band na ho jaye :
Sahih Bukhari, Vol2 , 1593
Sahih Bukhari, Vol2 , 1593
----------------------------------------------------------
Narrated
Abu Said Al-Khudri: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said "The
people will continue performing the hajj and 'Umra to the Ka'ba even after the
appearance of Gog and Magog." Narrated Shu'ba Radiallahu anhu : The Hour
(Day of Judgment) will not be established till the hajj to the Ka'ba is
abandoned. Sahih Bukhari, Book 26,no.663