Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith: Ye log ALLAH ki baargaah mein Qayamat
ke din Tamam makhluq mein burey hongey
Umma aayesha radi allahu anha se rivayat hai ki Umma habiba aur Umm salma radi alllahu anhuma ne ek Kalisa (church) ka zikr kiya jisey unhoney habsha mein dekha tha usmein moortein (tasweerain) thi unhoney uska tazkara Nabee sallallahu
alaihi
wasallam se bhi kiya, AAP Sallallahu alaihi wasalam ne farmaya ki unka
ye Qayada
tha ki agar unmein koi Neik shaksh mar jata to wo log uski Qabr par masjid banatey
aur usmein yahi tasweerain bana detey , ye log ALLAH ki baargaah mein
Qayamat
ke din Tamam makhluq mein burey hongey
Sahih
Bukhari , Vol 1, # 427
-----------------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------------
Narrated 'Aisha may ALLAH be pleased with her :Um
Habiba and Um Salama mentioned about a church they had seen in Ethiopia in
which there were pictures. They told the Prophet Peace be upon him about it, on
which he said, "If any religious man dies amongst those people they would
build a place of worship at his grave and make these pictures in it. They will
be the worst creature in the sight of Allah on the Day of Resurrection."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 8, #419
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 8, #419