Bismillah
hir-Rahman nir-Rahim
Hadith:
in
dino(Dhul Hijja ke shuru ke 10 din) ke
amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi
Ibn Abbas Radi
allahu anhuma se rivayt ahi ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya in dino(Dhul Hijja ke shuru ke 10 din)
ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi. logon ne pucha
aur jihad mein bhi nahi ? Aap sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya haan jihad mein bhi nahi siwa us shaksh ke jo apni jaan aur maal
khatrey mein daal kar nikla aur wapas aaya to saath kuch bhi na laya.
Sahih Bukhari, Vol 2, 969
Sahih Bukhari, Vol 2, 969
Narrated Ibn Abbas Radi allahu anhuma : The Prophet
sallallahu alaihi wasallam said,
"No good deeds done on other days are superior to those done on these
(first ten days of Dhul Hijja)." Then some companions of the
Prophet sallallahu alaihi wasallam said,
"Not even Jihad?" He replied, "Not even Jihad, except that of a
man who does it by putting himself and his property in danger (for Allah's
sake) and does not return with any of those things."
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86