Search This Blog

Category

Autoblog

Monday, October 1, 2012

Hadith: Maa ke pait mein hi ye Tamam Baatein likh di jati hai


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith: Maa ke pait mein hi ye Tamam Baatein likh di jati hai

Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RASOOLLALLAH Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raham-e-Madar mein ( Yani Maa ke Pait mein) ALLAH Taala ne Ek farishta Muqarrar kiya hai , wo kahta hai Eh RAB  ye nutfa (Semen) hai , Eh RAB ab ye Alqa (Clot) ho gaya hai, Eh RAB ab ye Mudhga (
little lump of flesh)  ho gaya hai , phir jab Allah chahta hai ki uski Khalqat puri karey to  (Farishta) puchta  hai ladka hai ya ladki ?, Bad Bakht ya Neik bakht ? Rozi kitni milegi ? aur Umar kitni hai. Phir Maa ke pait mein hi ye Tamam Baatein likh di jati hai
Sahih Bukhari,  Vol1, 318
 ------------------------------------------------------------------------------
Hadith: All that is written while the child is still in the mother's womb

Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu  : The Prophet Peace be upon him   said, "At every womb Allah appoints an angel who says, 'O Lord! A drop of semen, O Lord! A clot. O Lord! A little lump of flesh." Then if Allah wishes (to complete) its creation, the angel asks, (O Lord!) Will it be a male or female, a wretched or a blessed, and how much will his provision be? And what will his age be?' So all that is written while the child is still in the mother's womb."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 6, Number 315

Total Pageviews