Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith: Wo 2 Qirat sawab
lekar lautega aur har Qirat itna bada hoga jitna uhad ka pahad
Abu Huraira Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam Jo koi Imaan rakh kar aur sawab
ki niyat se kisi musalman ke Janazey ke saath jaye aur namaz aur dafan ke pura
hone tak uskey saath rahey to wo 2 Qirat
sawab lekar lautega aur har Qirat itna bada hoga jitna uhad ka pahad aur jo
shaksh janazey par namaz Parh kar dafan se pahley laut jaye to wo 1 Qirat sawab
lekar lautega.
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan, No.47
----------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "(A believer) who accompanies the funeral procession of a Muslim out of sincere faith and hoping to attain Allah's reward and remains with it till the funeral prayer is offered and the burial ceremonies are over, he will return with a reward of two Qirats. Each Qirat is like the size of the (Mount) Uhud. He who offers the funeral prayer only and returns before the burial, will return with the reward of one Qirat only."
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 2, No. 46: