Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: tum mein se koi shaksh Imaan wala nahi hoga jab tak
apney bhai ke liye wohi pasand na karey jo apney aap ke liye karta hai
Hazrat Anas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh Imaan wala nahi hoga jab tak apney bhai ke liye wohi pasand na karey jo apney aap ke liye karta hai
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan ,13
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan ,13
--------------------------------------------------------------------
Narrated Anas Radiallahu anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "None of you will have faith till he wishes for his (Muslim) brother what he likes for himself."
Sahih Bukhari , Vol 1, Book 2, No. 13