Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, October 2, 2012

Hadith: Main tumhey Peechey se bhi isi tarah dekhta rahta hu jaisey ab samney se dekh raha hu


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith: Main tumhey Peechey se bhi isi tarah dekhta rahta hu jaisey ab samney 
se dekh raha hu

Hazrat ABU hurairah Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya kya tumhara ye khayal hai ki mera munh (Namaz mein) Qibla ki taraf hai Allah ki kasam mujhse tumhara na ye khushu chupta hai aur na Ruku,Main apni peeth ke peechey se tumko dekhta rahta hu
Sahih Bukhari, Vol , # 418

Anas bin malik Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne humein ek  martaba Namaz Parhaii phir AAP Sallallahu Alaihi wasallam
Minbar par chadey phir Namaz ke baab mein aur Ruku ke baab mein farmaya
Main tumhey Peechey se bhi isi tarah dekhta rahta hu jaisey ab samney
se dekh raha hu-
Sahih Bukhari, Vol1, #419
---------------------------------------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira may ALLAH be pleased with him   Allah's Apostle Peace be upon him said, "Do you consider or see that my face is towards the Qibla? By Allah, neither your submissiveness nor your bowing is hidden from me, surely I see you from my back."
Sahih Bukhari,  Volume 1, Book 8, Number 410

Narrated Anas bin Malik may ALLAH be pleased with him :The Prophet Peace be upon him  led us in a prayer and then got up on the pulpit and said, "In your prayer and bowing, I certainly see you from my back as I see you (while looking at you.)"
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 8, Number 411

Total Pageviews