Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Chenab nagar viewed 'Hadith: wo shaksh jannat mein nah' 21 mins ago
A visitor from Hafizabad viewed '✦ Al Quran : Jab main Beemar hota' 26 mins ago
A visitor from Wicklow viewed '✦: Hadith : Bait ul Muqaddas (Mas' 30 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Mafhum e Hadith: Bahut zyada baat' 45 mins ago
A visitor from Islamabad viewed '✦ Al Quran : Duniya ki zindagi si' 1 hr 5 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Mareez (Patient)' 1 hr 5 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuu' 1 hr 19 mins ago
A visitor from Gitarama viewed '✦ : Hadith: Juma ko Surah Al-Kaha' 1 hr 25 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Hadith : Tum mein se koi shakhs u' 1 hr 26 mins ago
A visitor from Lucknow viewed 'Hadith: Achche khwab ALLAH ki tar' 1 hr 33 mins ago

Monday, October 1, 2012

Mafhum-e-Hadith: Ghusal ki jarurat ho aur paani na ho to Tayyamum karkey namz parho


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Mafhum-e-Hadith: Ghusal ki jarurat ho aur paani na ho to Tayyamum karkey namz parho

'Imran bin Husain Al-Khuza'I Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki RASOOLALLAH Sallallhu-Alaihi-Wasallam  ne ek Aadmi ko dekha ki Alag khada hua hai aur Logon ke saath Namaz mein sharik nahi ho raha AAP Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Eh falah tumhey logon ke saath Namaz parhney se kis cheez ne rok diya usney Arz kiya ya RASOOLALLAH Sallallhu Alaihi Wasallam main Junubi hu (Yani mujhe Ghusal ki jarurat hai)  aur pani nahi hai AAP Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir tumko paak Mitti se tayyamum karna jaruri tha , wo tumhareyliye kaafi ho jata
Sahih Bukhari, Vol1, 318
--------------------------------------------------------------------------------------------
Mafhum-e-Hadith: If there is no water Perform Tayammum with clean earth and Pray

Narrated 'Imran bin Husain Al-Khuza'I may ALLAH be pleased with him  Allah's Apostle Peace be upon him  saw a person sitting aloof and not praying with the people. He Peace be upon him asked him, "O so and so! What prevented you from offering the prayer with the people?" He replied, "O Allah's Apostle! I am Junub and there is no water." The Prophet Peace be upon him said, "Perform Tayammum with clean earth and that will be sufficient for you."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 7, Number 344:

Total Pageviews

1,055,148