Search This Blog

Autoblog

Saturday, October 13, 2012

Mafhum-e-hadith: Namazi ke samney se Guzarney ka gunaah


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Mafhum-e-hadith:  Namazi ke samney se Guzarney ka gunaah

Abu Jaheem radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu-alaihi-
wasallam ne farmaya ki agar Namazi ke samney se guzarney wala janta ki uska kina bada gunaah hai to uskey samney se guzarney par 40 ( Din ya mahiney ya saal) tak wahi khadey rahney par tarjeeh deta Abu al nasar ne kaha ki mujhe yaad nahi ki basar bin saeed ne 40 din kaha ya 40 mahina ya 40 Saal
Sahih Bukhari , Vol 1, # 510
---------------------------------------------------------------------- 
Narrated Busr bin Said: Abu Juhaim Radi-Allahu-Anhu  Said , "Allah's Apostle said, 'If the person who passes in front of another person in prayer knew the magnitude of his sin he would prefer to wait for 40 (days, months or years) rather than to pass in front of him." Abu An-Nadr said, "I do not remember exactly whether he said 40 days, months or years."
Sahih Bukhari,Volume 1, Book 9, Number 489:


Category

Total Pageviews