Search This Blog

Autoblog

Tuesday, October 9, 2012

Hadith: Allah taala ne rahmat ke 100 hissey (part) kiye


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Allah taala ne rahmat ke 100 hissey (part) kiye

Abu Hurairah radi allahu anhuma se rivayat hai ki  Rasoollallah sallallahu alaihi wasallamne farmaya Allah taala ne rahmat ke 100 hissey (part) kiye  aur 99 hissey  to apneypaas rakhey aur zameen mein ek hissa utara usi hissey se khalqat ek dusrey par raham karti hai yahan tak ki jaanwar apna khur utha leta hai ki bachchey ko na lag jaye.Sahih Muslim , Vol6, 6972
 ---------------------------------------------------------
Abu Huraira Radi allahu anhu  reported: I heard Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: Allah created mercy in one hundred parts and He retained with Him ninety-nine parts, and He has sent down upon the earth one part, and it is because of this one part that there is mutual love among the creation so much so that the animal lifts up its hoof from its younc, one, fearing that it might harm it.
Sahih Muslim Book 037, Number 6629: 

Category

Total Pageviews