Search This Blog

Autoblog

Monday, October 8, 2012

Hadith: 4 aadatein jis kisi mein ho to wo khaalis (pura) munafiq hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

'Abdullah bin 'Amr Radiallahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya 4 aadatein jis kisi mein ho to wo khaalis (pura) munafiq hai aur jis kisi mein in chaaron mein se ek aadat ho to  wo (bhi) nifaq hi hai jab tak usey na chor de :

jab usey amen banaya jaye to (amanat mein) khayanat kare
Aur baat karte waqt jhoot boley
Aur jab Ahad (vada) karey to usey pura na karey
aur jab Ladey to to galiyon par uatar aaye
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan, No. 33

Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radiallahu anhu :
The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  said, "Whoever has the following four (characteristics) will be a pure hypocrite and whoever has one of the following four characteristics will have one characteristic of hypocrisy unless and until he gives it up.
1. Whenever he is entrusted, he betrays.
2. Whenever he speaks, he tells a lie.
3. Whenever he makes a covenant, he proves treacherous.
4. Whenever he quarrels, he behaves in a very imprudent, evil and insulting manner."

Category

Total Pageviews