Search This Blog

Autoblog

Tuesday, October 9, 2012

Hadith: Main to sirf taqseem karne wala hun dene wala to Allah hi hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Main to sirf taqseem karne wala hun dene wala to Allah hi hai 

Muawiya radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shaksh ke saath Allah bhalaii ka irada karey usey deen ki samajh inayat farma deta hai aur main to sirf taqseem karne wala hun dene wala to Allah hi hai  ye ummat hamesha allah ke hukm par qayam rahegi aur jo shaksh unki mukhalifat karega unhey nuksaan nahi pahuncha sakega  yahan tak ki Allah ka hukm(Qayamat) aa jaye
Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan,71

Narrated Muawiya radi allahu anhu: I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam saying, "If Allah wants to do good to a person, He makes him comprehend the religion. I am just a distributor, but the grant is from Allah. (And remember) that this nation (true Muslims) will keep on following Allah's teachings strictly and they will not be harmed by any one going on a different path till Allah's order (Day of Judgment) is established."

Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 71: 

Category

Total Pageviews