Search This Blog

Autoblog

Saturday, October 13, 2012

Al Quran : Gam na karo Allah hamarey saath hai


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim    

Al Quran : Gam na karo Allah hamarey saath hai

Agar tum unki ( Rasoollallah ki) madad nahi karogey to Allah unka Madadgar  hai (wo waqt yaad karo) jab unko kafiron ne ghar se nikal diya (us waqt) do  mein(ek Abu Bakr they) aur Dusrey ( khud Rasoollallah they) jab wo dono Gaar mein they us waqt wo (Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam) apney rafeeq ko tasalli detey they ki  Gam na karo Allah hamarey saath hai
Al Quran,  At-Taubah, Chapter #9, Verse #40
  
 Hadith: Abu Bakr Siddiq Radi-Allahu-Anhu  se rivayat hai ki hum gaar mein they aur Mainey Mushriko ke paanw dekhey apney siron par, mainey arz kiya Ya Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam  agar unmein se koi apney qadmo ki taraf dekhey to humko dekh lega Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam  ne farmaya Eh Abu Bakr tu kya samjhta hai un dono ko, jinkey saath teesra ALLAH bhi hai
Sahih Muslim - Vol6 -  6169

-----------------------------------------------------------------------
Al Quran: If you help him (Muhammad Peace be upon him ) not , for Allah did indeed help him when the disbelievers drove him out, the second of the two; when they  (Muhammad Peace be upon him  and abu bakr Radi-Allahu-Anhu  ) were in the cave, he (Peace be upon him) said to his companion  "Be not sad (or afraid), surely Allah is with us.
Al Quran,  At-Taubah, Chapter #9, Verse #40

Hadith: Abu Bakr Siddiq may Allah be pleased with him  reported I saw the feet of the polytheists very close to us as we were in the cave. I said: Allah's Messenger, if one amongst them were to see at his feet he would have surely seen us. Thereupon Prophet Peace be upon him  said: Abu Bakr, what can befall twain who have Allah as the third One with them.
Sahih Muslim, Book 031, Number 5868

Category

Total Pageviews