Search This Blog

Autoblog

Tuesday, October 9, 2012

Mafhum-e-Hadith: Ek saal tak uski (Ghumshuda Cheez) shinakht (elaan) karwao phir us sey fayeda uthao


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith: Ek saal tak uski (Ghumshuda Cheez) shinakht (elaan) karwao phir us sey fayeda uthao

Ek Shaksh ne Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se Parhi huyee gumshuda cheez (fallen lost thing) ke bare mein pucha to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya uskey bandhan aur thailee (container) ko pahchaan lo aur yaad rakho phir ek saal tak uski shinakht (elaan) karwao phir us sey fayeda uthao aur agar uska maalik aa jaye to usey de do
Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan,91
-------------------------------------------------------------------
Narrated Zaid bin Khalid Al-Juhani:  A man asked the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam about the picking up of a "Luqata" (fallen lost thing). The Prophet replied, "Recognize and remember its tying material and its container, and make public announcement (about it) for one year, then utilize it but give it to its owner if he comes."
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 91

Category

Total Pageviews