Search This Blog

Autoblog

Sunday, October 7, 2012

Mafhum-e-hadith: Waseeley ke zariye dua


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-hadith:  Waseele ke zariye dua


أَنَّ عُمَرَ بْنَ الْخَطَّابِ ـ رضى الله عنه ـ 
كَانَ إِذَا قَحَطُوا اسْتَسْقَى بِالْعَبَّاسِ بْنِ عَبْدِ الْمُطَّلِبِ 

فَقَالَ اللَّهُمَّ إِنَّا كُنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِنَبِيِّنَا فَتَسْقِينَا 

وَإِنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِعَمِّ نَبِيِّنَا فَاسْقِنَا‏.


‏ قَالَ فَيُسْقَوْنَ

Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab kabhi hazrat Umar Radi Allahu Anhu ke zamaney mein Qahat parhta to Umar Radi Allahu Anhu Hazrat Abbas bin Abdul Mutlib ke waseeley se dua kartey aur farmatey ki Eh Allah Pahley hum tere pass tere Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ka waseela laya kartey they to tu paani barsata tha ab hum apney Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ke chacha ko waseela banate hain to tu hum par pani barsa Anas Radi Allahu Anhu ne kaha ki phir barish khub barasti

Sahih Bukhari, vol 2, 1010


-------------------------------------------------------------------------


Narrated Anas Radi Allahu Anhu :Whenever drought threatened them, 'Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-Abbas bin 'Abdul Muttalib to invoke Allah for rain. He used to say, "O Allah! We used to ask our Prophet Peace be upon him  to invoke You for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke You for rain. O Allah ! Bless us with rain."And so it would rain. 

Category

Total Pageviews