Search This Blog

Autoblog

Tuesday, February 3, 2015

Hadith: Agar momeen ko wo tamam Azab malum ho jaye jo ALLAH ke pass hai to wo Dozakh se kabhi be khauff na ho

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Agar momeen ko wo tamam Azab malum ho jaye jo ALLAH ke pass hai to wo Dozakh se kabhi be khauff na ho


Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki ALLAH taala ne Rahmat ko jis din banaya to uske 100 hisse kiye aur apne pass unmein se 99 rakhe iske baad tamam makhluq ke liye sirf Ek hissa Rahmat ka bheja, agar kaafir ko wo tamam Raham malum ho jaye jo ALLAH subhanahu ke pass hai to jannat se na ummeed na ho, aur agar momeen ko wo tamam Azab malum ho jaye jo ALLAH ke pass hai to wo Dozakh se kabhi be khauff na ho
Sahih Bukhari, Vol 7, 6469
----------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : I heard ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying, Verily ALLAH created Mercy. The day He created it, He made it into one hundred parts. He withheld with Him ninety-nine parts, and sent its one part to all His creatures. Had the non-believer known of all the Mercy which is in the Hands of ALLAH, he would not lose hope of entering Paradise, and had the believer known of all the punishment which is present with ALLAH, he would not consider himself safe from the Hell-Fire.
Sahih Bukhari,  Vol 8, Book 76, No. 476

Category

Total Pageviews