Search This Blog

Autoblog

Tuesday, February 3, 2015

Hadith: Azkar After Prayer - Namaz ke baad ka Zikr

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith:  Azkar After Prayer - Namaz ke baad ka Zikr

لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
اللهم لا مانع لما اعطيت ولا معطي لما منعت ولا ينفع ذا الجد منك الجد

"La ilaha illa-l-lahu wahdahu la sharika lahu; lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd, wahuwa 'ala kulli shai'n qadir. Allahumma la mani'a Lima a taita, wa la mu'ta Lima mana'ta, wa la yanfa'u dhal-jaddu minkal-jadd.


Al-Mughira ne Muawiya bin Abu Sufyan ko likha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  jab namaz ke baad salam pherte to ye dua padhte

( Tarjumah : ALLAH ke siwa koi ma’abud nahi  wo Tanha hai uska koi Sharik nahi , mulk uske liye hai, aur usi ke liye tamam tareefein hain aur wo har cheej par kudrat rakhne wala hai.
Eh ALLAH jo kuch tune diya hai use koi rokne wala nahi, aur jo kuch tune rok diya hai use koi dene wala nahi aur kisi maaldar aur naseebdaar ko (teri baargah mein) uska maal  fayda nahi pahuncha sakta)
Sahih Bukhari, Vol7, 6330

--------------------------------------------------------------

Al-Mughira wrote to Muawiya bin Abu Sufyan that ALLAH's Apostle used to say at the end of every prayer after the Taslim (salam),

( Translation: There is No God But ALLAH Alone, who has no partner. His is the dominion and His is the raise, and He is able to do all things , O ALLAH, none can prevent what You have willed to bestow and none can bestow what You have willed to prevent, and no wealth or majesty can benefit anyone, as from You is all wealth and majesty.)

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 342:

Category

Total Pageviews