Search This Blog

Autoblog

Tuesday, February 3, 2015

Hadith: Main uske liye jannat ki zimmedari (guarantee) de dunga

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Main uske liye jannat ki zimmedari (guarantee) de dunga


Sahl bin Sa'd Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Shaks mujhe dono Jabdon (jaw) ke darmiyan ki cheez (yani zuban) aur dono taangon ke darmiyan ki cheez (yani Sharmgaah) ki Zimmeydari  de de (yani unse najayaz kaam nahi karega)  to main uske liye jannat ki zimmeydari de dunga
Sahih bukhari, Vol 7, 6474
----------------------------------------------
Narrated Sahl bin Sa'd Radiallahu anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Whoever can guarantee (that he or she will not use illegally) what is between his two jaw-bones and what is between his two legs (i.e. his tongue and his private parts), I guarantee Paradise for him."
Sahi Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 481: 

Category

Total Pageviews