Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Mumbai viewed 'Al Quran: Beshak Allah har cheez' 6 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'jo shakhs Rasool-Allah ﷺ par jhoo' 12 mins ago
A visitor from Masvingo viewed '✦ Al-Quran: Daro mat , Main tumah' 14 mins ago
A visitor from Florida viewed 'Al Quran : Tum par Jo Museebat aa' 23 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Hadith : Chaar cheeze khushiyo ka' 24 mins ago
A visitor from Frankfurt am main viewed 'Hadith : Jo Allah ke liye Masjid' 25 mins ago
A visitor from Lahore viewed '✦ Al Quran : Duniya ki zindagi si' 28 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Waldein (Parents)' 31 mins ago
A visitor from Yunnan viewed 'Hadith : Insaan usi ke saath hoga' 36 mins ago
A visitor from Lahore viewed '✦ Al Quran : Duniya ki zindagi si' 38 mins ago

Tuesday, February 3, 2015

Hadith: Jo ALLAH aur Aakhirat par imaan rakhta hai use chahiye ki…

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith:  Jo ALLAH aur Aakhirat par imaan rakhta hai use chahiye ki…

Abu Hurirah Radiallahu anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Iman rakhta hai use chahiye ki achchi baat kahe warna khamosh rahe aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta hai wo apne Padosi(neighbor) ko takleef na pahunchaye aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho wo apne mehmaan ki ezzat kare
 Sahih bukhari, Vol 7, 6474
 ----------------------------------------------

Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Whoever believes in ALLAH and the Last Day should talk what is good or keep quiet, and whoever believes in ALLAH and the Last Day should not hurt (or insult) his neighbour; and whoever believes in ALLAH and the Last Day, should entertain his guest generously."
Sahi Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 482

Total Pageviews

1,049,549