Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Lucknow viewed 'AL QUran : Allah hi par bharosa r' 4 mins ago
A visitor from Delhi viewed '✦ Islamic Quiz-95✦' 15 mins ago
A visitor from Shkoder viewed '✦: Hadith : Bait ul Muqaddas (Mas' 17 mins ago
A visitor from Los angeles viewed 'Hadith: Musalman wo hai jiski zub' 31 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Hadith in Roman' 31 mins ago
A visitor from Lahore viewed 'Al Quran : Kah do Wo Allah ek hai' 34 mins ago
A visitor from Lahore viewed 'Hadith : Us shakhs mein koi khair' 36 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Hadith Qudsi : Allah subhaanhu fa' 38 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Namaz e janaza ka tareeqa-Hadith' 54 mins ago
A visitor from Tsing yi town viewed 'Hadith: tum momeen ko Aapas mein' 56 mins ago

Tuesday, February 24, 2015

Hadith: Qayamat ke din tum mein se se har kisi ka paseena zameen par 70 haath tak phail jayeg

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Qayamat ke din tum mein se se har kisi ka paseena zameen par 70 haath tak phail jayega 

Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek Sahabi ne pucha ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  Qayamat ke din  kafiron ko unke chehre ke bal kis tarah hasher kiya jayega ( yani kaise chalaya jayega) , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo zaat ( yani ALLAH) jisne inhe duniya mein Do paanw par chalaya , kya use is par kudrat nahi ki wo unhe Qayamat ke din chehre ke bal chalaye Qatada Radhi Allahu Anhu ne farmaya ki hamare RAB ki ezzat ki Qasam jarur hai , beshak wo munh ke bal bhi chala sakta hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6523
--------------------------------------------

Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu A man said, O Prophet of ALLAH sallallahu alaihi wasallam ! Will a Kafir (disbeliever) be gathered (driven prone) on his face?" The Prophet sallallahu alaihi wasallam   said, "Is not He Who made him walk with his legs in this world, able to make him walk on his face on the Day of Resurrection?" Qatada Radhi Allahu Anhu  said: Yes, (He can), by the Power of Our Lord
Sahih Bukhari , Book 76, No. 530

Total Pageviews

1,050,107