Search This Blog

Autoblog

Tuesday, February 24, 2015

Hadith: us waqt use aise aadmi ka khayal karna chahiye jo us se kam darja hai

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Us waqt use aise aadmi ka khayal karna chahiye jo us se kam darja hai

Abu Hurirah Radiallahu anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya  jab tum mein se koi shaksh kisi aise aadmi ko dekhe jo maal aur shakal aur surat mein us se badkar hai to us waqt use aise aadmi ka khayal karna chahiye jo us se kam darja hai
Sahih bukhari, Vol 7, 6490

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) aur usko mat dekho jo tumse ziyada hai aur aisa karoge to ALLAH taaala ki Naimat ko apne upar haqeer ( yani kam) nahi samjhoge 
Sahih Muslim, Vol 6, 7430
------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu: ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, If anyone of you looked at a person who was made superior to him in property and (in good) appearance, then he should also look at the one who is inferior to him, and to whom he has been made superior.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 497

Abu Huraira Radhi Allahu Anhu reported ALLAH's Messenger (may peace be upon him) as saying: Look at those who stand at a lower level than you but don't look at those who stand at a higher level than you, for this would make the favours (conferred upon you by ALLAH) insignificant (in your eyes).
Sahih Muslim, Book 042, Number 7070

Category

Total Pageviews