Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Haryana viewed 'Azab (Punishment)' 7 mins ago
A visitor from Johannesburg viewed '✦ Al Quran : Jab main Beemar hota' 7 mins ago
A visitor from Hunan viewed 'Al Quran : Agar tum Shukar karoge' 10 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Hadith: Achche khwab ALLAH ki tar' 18 mins ago
A visitor from Qinghai viewed 'Tauba ki taufiq hasil karne ki du' 21 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Waldein (Parents)' 23 mins ago
A visitor from Jiangsu viewed 'Ameer-Ghareeb (Rich-Poor)' 27 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in Urdu' 28 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in English' 31 mins ago
A visitor from Fukui viewed 'inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuu' 36 mins ago

Tuesday, February 3, 2015

Hadith : Lo log ziyada Maal aur Daulat jama kiye huye hain , Qayamat ke din wo khasare ( yani nuksaan) mein honge siwaye uskey….

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Lo log ziyada Maal aur Daulat jama kiye huye hain , Qayamat ke din wo khasare ( yani nuksaan) mein honge siwaye uskey….

Abu Dhar Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jo log ziyada Maal aur Daulat jama kiye huye hain , Qayamat ke din wo khasare ( yani nuksaan) mein honge siwaye uske jinhe ALLAH taala ne maal diya aur usne Dahine Bahiney, Aage peeche kharch kiya ho aur use neik kaam mein lagaya ho
Sahih Bukhari, Vol 7,  6443

-------------------------------------------

Narrated Abu Dhar Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said , "The rich are in fact the poor (little rewarded) on the Day of Resurrection except him whom ALLAH gives wealth which he gives (in charity) to his right, left, front and back, and does good deeds with it.
Sahih Bukhari , Vol 8, Book 76, No. 450: 

Total Pageviews

1,049,619